How-to-grow-your-business
| |

How to grow your business with social media | अपने बिज़नस की लीड बढाने के तरीके सोशल मीडिया के साथ

How-to-grow-your-business
How-to-grow-your-business

How to grow your business with social media | बिज़नस की लीड बढाने के तरीके

Hello guys aaj hum baat krenge social media se apne business ko kese GROW kare. To baniye rahiye hamare saat. Social media per koi post karte vakt ya fir business promotion ke liye kai baar logo ka focus sahi nahi hota vo log har jagah profile bana to lete hai per uska actual output nahi aa pata hai.

1. FOCUS ON CUSTOMER

To dosto ek saat bahut social platform use karna utna sahi nahi hai aapko ye baat pata hone chaye ki aap jo social media use kar rahe h uss platform per kitne log aapke kaam ke hai or kitne nhi.

2.  MAKE A STRATEGY

How-to-grow-your-business
How-to-grow-your-business

Aap job hi business karna chahte hai ya fir uss business se juda koi or karna chahte hai , to uske liye ek ran niti ki jarurat hoti hai .bahut se log bina ran niti ke social media mai kud padte hai , agar vakai mai apko social media  ka use karke business grow karna hai to uske liye aapko ,ek strategy banani padegi ,

  • Kaam ko kai tukdo mai baat do
  • Har din uss kam ko kijiye
  • Ek chota aim leker aage bado
  • Iske zariye aap apne Aim ko aasani se pa lenge

3. Shedule fix kare

How-to-grow-your-business
How-to-grow-your-business

To dosto baat aati hai ab schedule fix karne ki iske liye apko apne schedule fix karna hoga ….. jese ki aap fix karte ho ki apko subh 10.00 am per ek post create karni hai to apko ek din pahle hi uss post ka content ready karke uska schedule fix kar dena , or aki social media  mai apko schedule fix karne ki suvida di gai hai

4. Tools ka upyog karna

To dosto ab baat karte hai social media tools ki , social media tools ko agar ek  line mai bole to iska mtlb yah ki apki advertisement ko behtar tarike se logo ke samne rakna.

How-to-grow-your-business
How-to-grow-your-business

Social media tools se apka time save hota hai or isi ke saat apko ko unn tools ko use karne ka expeirence   bhi hota hai . some example of tools

5. Sab kam self karna

So guys apko hum batane ja rahe hai  ki jab aap hi sab kam karne lagte ho to apke daily ke kamo mai bhi problem hone lagegi  isly aapko schedule posts or analytics monitoring ks use karna aana chaye jis se ki aapko ek saat kam krne mai  bhi problem na ho.

6. Audience se connect hona

Hello guys ab baat aati hai ki logo se kese juda jaye or unko hamare business ke bare mai kese bataya jaye iske liye humko kya karna hoga kese karna hoga aaiye jante hai ……………..

How-to-grow-your-business
How-to-grow-your-business

So dosto jab hum social media per kuch content ya product ya photo upload karte hai tab kuch time baad logo ke comment aane lagte hai tab hame unn logo se baat krni chaye unn logo se connect hona chaye kuki vo hi hamare enagement ko badva dete hai or ussi se hame aage badne ka logo tak pahucne ka moka milta hai

7. Meta ka use karke
How-to-grow-your-business
How-to-grow-your-business

To dosto ab hum baat karte hai  meta ki jo ki facebook ke dwara banaya gya hai or iske andar vo features  hai jis se ki aapke business ki growth double hoti hai kyuki isme aapke social accounts connect hote hai jab aap ek platform pe content upload karte hai tab vo content all social accounts per najar aata hai jis se ki aapko kam time mai kam mehnat mai jyada kam mil jata hai , or inn posts per logo ke engagement bhi acha hota hai jiski hame sabse jyad jarurat hai , meta ka use aaj kal sabhi tarah ke log kar rahe h kuki ye plat form sabhi ke liye bana hai na ki sirf kuch logo ke liye .

so guys ab kya khyal hai apka , kesa laga hamara idea business grow up krne ka ,

Conclusion :

so please guys comment karke hame bataye iss bare mai aapki ray or suggestion , hum jan na chahte hai ki iss bare  mai apka ka kya khyal hai ,so dosto hamare blog ko share kijiye and subscribe kijiye, or issi tarah read krte rahiye hamare sabhi blogs ko

aasha karta hu jo bhi jankari hamare dwara di gai hai vo aapke kam aaygi or jyada jankari ke liye aap hume mail kar sakte hai call kar sakte hai.

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *